SEARCH RESULTS
Showing search results for "khalish"
Nazm MATCHES FOR "khalish"
Nazm
dua
harf-e-haq dil me.n khaTaktaa hai jo kaa.nTe kii tarah
aaj iz.haar kare.n aur KHalish miT jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj tanhai ne thoDa sa dilasa jo diya
taKHta-e-daar na mansab na adaalat kii KHalish
ab to ik chiiKH sii ho.nTo.n me.n dabii rahtii hai
Mohsin Naqvi
Nazm
nakaami
vahii ba-suud KHalish hai mire siine me.n hanuuz
vahii bekaar tamannaa.e.n javaa.n hai.n ab tak
Sahir Ludhianvi
Nazm
izhaar aur rasai
kisii an-jaanii tamannaa kii KHalish se masruur
apne siine ke dahakte hu.e tannuur kii lau se majbuur
Noon Meem Rashid
Nazm
ek ehsas
KHalish milii hai mujhe aur kuchh nahii.n ab tak
tire KHayaal se ai kaash dard dho lete
Akhtarul Iman
Nazm
badnam ho raha hun
baiThe biThaa.e dil me.n Gam kii KHalish basaa kar
har chiiz ko bhulaa kar
Akhtar Shirani
Nazm
numaish-e-aligarh
udhar se bhii kuchh himmat-afzaa.iyaa.n thii.n
KHalish dil kii dono.n ko ta.Dpaa ga.ii thii
Shakeel Badayuni
Nazm
ek bewafa ke nam
ho tere dil me.n merii KHalish merii aarzuu
mere baGair chain na aa.e KHudaa kare
Owais Ahmad Dauran
Nazm
chhabbis january
jo muztarib thii dil me.n vo aarzuu bar aa.ii
takmiil-e-aarzuu ne dil kii KHalish miTaa.ii
Tilok Chand Mahroom
Nazm
jawab-e-shikwa
KHud-gudaazii nam-e-kaifiyat-e-sahbaa-yash buud
KHaalii-az-KHesh shudan suurat-e-miinaa-yash buud