aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1970 | Mumbai, India
jo log guzarte haiñ musalsal rah-e-dil se
din eid kā un ko ho mubārak tah-e-dil se
jo log guzarte hain musalsal rah-e-dil se
din eid ka un ko ho mubarak tah-e-dil se
rāhoñ meñ jaan ghar meñ charāġhoñ se shaan hai
dīpāvlī se aaj zamīn āsmān hai
rahon mein jaan ghar mein charaghon se shan hai
dipawli se aaj zamin aasman hai
dekhtā huuñ tū nahīñ rahm ke qābil koī
sochtā huuñ to hazāroñ taras aatā hai
dekhta hun tu nahin rahm ke qabil koi
sochta hun to hazaron taras aata hai
nazākat hai bahut is meñ magar ye jāntā huuñ maiñ
mohabbat jis ko ho jaatī hai urdu siikh jaatā hai
nazakat hai bahut is mein magar ye jaanta hun main
mohabbat jis ko ho jati hai urdu sikh jata hai
Urdu Channel
Shumara Number-019
2003
Urdu Channel ( Jild-9 Shumara-3,4 )
Shumara Number-003, 004
2006
Urdu channel jild 12 shumara 1 or 2 Apr AY2K
Shumara Number-001, 002
2010
Urdu Channel Jild 12 Shumara 3 AV2K
003
jo log guzarte hai.n musalsal rah-e-dil se din eid kaa un ko ho mubaarak tah-e-dil se
raaho.n me.n jaan ghar me.n charaaGo.n se shaan hai diipaavlii se aaj zamiin aasmaan hai
Sign up and enjoy FREE unlimited access to a whole Universe of Urdu Poetry, Language Learning, Sufi Mysticism, Rare Texts
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books