Krishn Adeeb
Ghazal 8
Sher-o-Shayari 3
dhīmā dhīmā dard suhānā ham ko achchhā lagtā thā
dukhte jī ko aur dukhānā ham ko achchhā lagtā thā
dhima dhima dard suhana hum ko achchha lagta tha
dukhte ji ko aur dukhana hum ko achchha lagta tha
-
Share this
- See Ghazal
show-case meñ rakkhā huā aurat kā jo but hai
gūñgā hī sahī phir bhī dil-āvez bahut hai
show-case mein rakkha hua aurat ka jo but hai
gunga hi sahi phir bhi dil-awez bahut hai
-
Share this
- See Ghazal
Image Shayari 1
jab bhii aatii hai tirii yaad kabhii shaam ke ba.ad aur ba.Dh jaatii hai afsurda-dilii shaam ke ba.ad ab iraado.n pe bharosa hai na tauba pe yaqii.n mujh ko le jaa.e kahaa.n tishna-labii shaam ke ba.ad yuu.n to har lamha tirii yaad kaa bojhal guzraa dil ko mahsuus hu.ii terii kamii shaam ke ba.ad yuu.n to kuchh shaam se pahle bhii udaasii thii 'adiib' ab to kuchh aur ba.Dhii dil kii lagii shaam ke ba.ad