Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Fani Badayuni's Photo'

Fani Badayuni

1879 - 1941 | Badayun, India

One of the most prominent post-classical poets famous for his pessimistic view of life.

One of the most prominent post-classical poets famous for his pessimistic view of life.

Fani Badayuni

Ghazal 95

Nazm 1

 

Sher-o-Shayari 89

har nafas umr-e-guzishta hai mayyat 'fānī'

zindagī naam hai mar mar ke jiye jaane

har nafas umr-e-guzishta ki hai mayyat 'fani'

zindagi nam hai mar mar ke jiye jaane ka

sune jaate na the tum se mire din raat ke shikve

kafan sarkāo merī be-zabānī dekhte jaao

sune jate na the tum se mere din raat ke shikwe

kafan sarkao meri be-zabani dekhte jao

  • Share this

ik muamma hai samajhne na samjhāne

zindagī kaahe ko hai ḳhvāb hai dīvāne

ek muamma hai samajhne ka na samjhane ka

zindagi kahe ko hai KHwab hai diwane ka

nā-umīdī maut se kahtī hai apnā kaam kar

aas kahtī hai Thahar ḳhat javāb aane ko hai

na-umidi maut se kahti hai apna kaam kar

aas kahti hai Thahar KHat ka jawab aane ko hai

har musībat diyā ek tabassum se javāb

is tarah gardish-e-daurāñ ko rulāyā maiñ ne

har musibat ka diya ek tabassum se jawab

is tarah gardish-e-dauran ko rulaya main ne

  • Share this

Qita 2

 

Rubai 3

 

BOOKS 42

Image Shayari 7

 

Videos 14

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Other

Mahirul Qadri

Chale bhi aao yeh hai qabr e fani

Chitra Singh

hosh e hasti se to begana banaya hota

Mehdi Hasan

Ibtedaa-e-Zindagi

Unknown

Kamla Devi singing Fani Badayuni

Unknown

Kuch Hosh Ganwane ke churche

Mehdi Hasan

Shouq Se Nakami Ki Badaulat

Unknown

khalq kehti hai jise dil tere deewane ka

Hamid Ali Khan

KHudaa asar se bachaa.e is aastaane ko

Unknown

ma.aal-e-soz-e-Gam-haa-e-nihaanii dekhte jaa.o

Unknown

mere lab par ko.ii du'aa hii nahii.n

Mehran Amrohi

shauq se naakaamii kii badaulat kuucha-e-dil hii chhuuT gayaa

Unknown

zabt apnaa shi.aar thaa na rahaa

Nayyara Noor

Audios 34

aa.nkh uThaa.ii hii thii ki khaa.ii choT

aah ab tak to be-asar na hu.ii

ab lab pe vo ha.ngaama-e-fariyaad nahii.n hai

Recitation

RELATED Poets

More Poets From "Badayun"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now