Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Deepak Purohit's Photo'

Deepak Purohit

1954 | Jaipur, India

Deepak Purohit

Ghazal 4

 

Sher-o-Shayari 21

achchhā huā zabān-e-ḳhamoshī na tum paḌhe

shikve mire vagarna rulāte tumheñ bahut

achchha hua zaban-e-KHamoshi na tum paDhe

shikwe mere wagarna rulate tumhein bahut

  • Share this

ki hai muḳhtasar dāstāñ ishq

gale mil ke koī gale paḌ gayā

ki hai muKHtasar dastan ishq ki

gale mil ke koi gale paD gaya

  • Share this

vatan-parastī hamārā maz.hab haiñ jism-o-jāñ mulk amānat

kareñge barpā qahr adū par rahegā daa.im vatan salāmat

watan-parasti hamara mazhab hain jism-o-jaan mulk ki amanat

karenge barpa qahr adu par rahega daim watan salamat

  • Share this

ye kaisī bad-duā hai kisī ne

samundar huuñ magar khārā huā huuñ

ye kaisi bad-dua di hai kisi ne

samundar hun magar khaara hua hun

  • Share this

thā kabhī un nigāhoñ meñ buland apnā maqām

itnī ūñchā.ī se gir kar bhī koī bachtā hai

tha kabhi un ki nigahon mein buland apna maqam

itni unchai se gir kar bhi koi bachta hai

  • Share this

More Poets From "Jaipur"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now