Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zabt ki had se ho ke guzarna so jaana

Ateeq Allahabadi

zabt ki had se ho ke guzarna so jaana

Ateeq Allahabadi

MORE BYAteeq Allahabadi

    zabt had se ho ke guzarnā so jaanā

    raat ga.e tak bāteñ karnā so jaanā

    rozānā dīvāroñ se Takrā kar

    reza reza ho ke bikharnā so jaanā

    din bhar hijr ke zaḳhmoñ marham-kārī

    raat ko tere vasl meñ marnā so jaanā

    mujh ko ye āsūda-mizājī tum ne

    sāñsoñ ḳhushbū se sañvarnā so jaanā

    hoñToñ par ik baar sajā kar apne hoñT

    us ke baad na bāteñ karnā so jaanā

    apnī qismat meñ bhī kyā likkhā hai 'atīq'

    bāñhoñ vaadī meñ utarnā so jaanā

    zabt ki had se ho ke guzarna so jaana

    raat gae tak baaten karna so jaana

    rozana ki diwaron se Takra kar

    reza reza ho ke bikharna so jaana

    din bhar hijr ke zaKHmon ki marham-kari

    raat ko tere wasl mein marna so jaana

    mujh ko ye aasuda-mizaji tum ne di

    sanson ki KHushbu se sanwarna so jaana

    honTon par ek bar saja kar apne honT

    us ke baad na baaten karna so jaana

    apni qismat mein bhi kya likkha hai 'atiq'

    banhon ki wadi mein utarna so jaana

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now