lams
mere haath terii zaat ke pardo.n ko kholte hai.n
aur tujhe maziid 'uryaaniyat me.n malbuus kar dete hai.n
tere jism ke jismo.n ko
be-parda karne me.n haath
tere badan ke liye
ek aur badan iijaad karte hai.n
mere haath terii zaat ke pardo.n ko kholte hai.n
aur tujhe maziid 'uryaaniyat me.n malbuus kar dete hai.n
tere jism ke jismo.n ko
be-parda karne me.n haath
tere badan ke liye
ek aur badan iijaad karte hai.n
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.