KHadim-e-urdu-zaban hun shaeri maktab mera
ḳhādim-e-urdu-zabāñ huuñ shā.erī maktab mirā
aur bhī rishte haiñ lekin dostī maz.hab mirā
lucknow merā vatan hai bamba.ī merā nasīb
'tarz' kahte haiñ mujhe sab, mai-kashī mashrab mirā
KHadim-e-urdu-zaban hun shaeri maktab mera
aur bhi rishte hain lekin dosti mazhab mera
lucknow mera watan hai bambai mera nasib
'tarz' kahte hain mujhe sab, mai-kashi mashrab mera
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 209)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.