pani le sakte hain dariya se magar kuze mein hum
paanī le sakte haiñ dariyā se magar kuuze meñ ham
bahte dariyā kī ravānī band kar sakte nahīñ
sher yuuñ kahne ko kah leñ lekin 'aḳhtar' sach ye hai
dil ke mahsūsāt ko lafzoñ meñ bhar sakte nahīñ
pani le sakte hain dariya se magar kuze mein hum
bahte dariya ki rawani band kar sakte nahin
sher yun kahne ko kah len lekin 'aKHtar' sach ye hai
dil ke mahsusat ko lafzon mein bhar sakte nahin
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 115)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.