na did hai na suKHan ab na harf hai na payam
na diid hai na suḳhan ab na harf hai na payām
koī bhī hīla-e-taskīñ nahīñ aur aas bahut hai
umīd-e-yār nazar kā mizāj dard kā rañg
tum aaj kuchh bhī na pūchho ki dil udaas bahut hai
na did hai na suKHan ab na harf hai na payam
koi bhi hila-e-taskin nahin aur aas bahut hai
umid-e-yar nazar ka mizaj dard ka rang
tum aaj kuchh bhi na puchho ki dil udas bahut hai
- Book : Nuskha Hai Vafaa (Kulliyat-e-Faiz) (Pg. 333)
- Publication : Educational Publishing House (2009)
- Edition : 2009
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.