teri zulfen hain ki sawan ki ghaTa chhai hai
tirī zulfeñ haiñ ki sāvan kī ghaTā chhā.ī hai
tere aariz haiñ ki phūloñ ko hañsī aa.ī hai
ye tirā jism hai yā sub.h kī shahzādī hai
zulmat-e-shab se ulajhtī huī añgḌā.ī hai
teri zulfen hain ki sawan ki ghaTa chhai hai
tere aariz hain ki phulon ko hansi aai hai
ye tera jism hai ya subh ki shahzadi hai
zulmat-e-shab se ulajhti hui angDai hai
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 166)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.