zaKHm khane ke din gae lekin
zaḳhm khāne ke din ga.e lekin
yaad ke zaḳhm to mahakte haiñ
āñkheñ ab bhī barastī haiñ 'aḳhtar'
dil ke daaġh aaj bhī dahakte haiñ
zaKHm khane ke din gae lekin
yaad ke zaKHm to mahakte hain
aankhen ab bhi barasti hain 'aKHtar'
dil ke dagh aaj bhi dahakte hain
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 124)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.