ek aisa waqt bhi aata hai chandni shab mein
ik aisā vaqt bhī aatā hai chāñdnī shab meñ
mirā dimāġh mirā dil kahīñ nahīñ hotā
tirā ḳhayāl kuchh aisā nikhar ke aatā hai
tirā visāl bhī itnā hasīñ nahīñ hotā
ek aisa waqt bhi aata hai chandni shab mein
mera dimagh mera dil kahin nahin hota
tera KHayal kuchh aisa nikhar ke aata hai
tera visal bhi itna hasin nahin hota
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 181)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,3)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,3
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.