Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Syed Mohammad Asar

1735 - 1794

Syed Mohammad Asar

Sher-o-Shayari 2

din kaTā jis tarah kaTā lekin

raat kaTtī nazar nahīñ aatī

din kaTa jis tarah kaTa lekin

raat kaTti nazar nahin aati

pahle sau baar idhar udhar dekhā

tab tujhe Dar ke ik nazar dekhā

pahle sau bar idhar udhar dekha

tab tujhe Dar ke ek nazar dekha

  • Share this
 

Recitation

Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar

Register for free
Speak Now