aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1896 - 1941 | Kolkata, India
surḳh-rū hotā hai insāñ Thokareñ khāne ke ba.ad
rañg laatī hai hinā patthar pe pis jaane ke ba.ad
surKH-ru hota hai insan Thokaren khane ke baad
rang lati hai hina patthar pe pis jaane ke baad
kuchh dost se ummīd na andesha-e-dushman
hogā vahī jo kuchh mirī qismat meñ likhā hai
kuchh dost se ummid na andesha-e-dushman
hoga wahi jo kuchh meri qismat mein likha hai
surKH-ruu hotaa hai insaa.n Thokare.n khaane ke ba.ad ra.ng laatii hai hinaa patthar pe pis jaane ke ba.ad
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books