Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Shah Naseer's Photo'

Shah Naseer

1756 - 1838 | Delhi, India

Prominent 18th century Delhi poet

Prominent 18th century Delhi poet

Shah Naseer

Ghazal 71

Sher-o-Shayari 94

aatā hai to aa va.ada-farāmosh vagarna

har roz ye lait-o-la.al jaa.e to achchhā

aata hai to aa wada-faramosh wagarna

har roz ka ye lait-o-lal jae to achchha

  • Share this

de mujh ko bhī is daur meñ saaqī sipar-e-jām

har mauj-e-havā khīñche hai shamshīr havā par

de mujh ko bhi is daur mein saqi sipar-e-jam

har mauj-e-hawa khinche hai shamshir hawa par

  • Share this

ik aabla thā so bhī gayā ḳhār-e-ġham se phaT

terī girah meñ kyā dil-e-andoh-gīñ rahā

ek aabla tha so bhi gaya KHar-e-gham se phaT

teri girah mein kya dil-e-andoh-gin raha

  • Share this

ruvāq-e-chashm meñ mat rah ki hai makān-e-nuzūl

tire to vāste ye qasr hai banā dil

ruwaq-e-chashm mein mat rah ki hai makan-e-nuzul

tere to waste ye qasr hai bana dil ka

ye nigal jā.egī ik din tirī chauḌā.ī charḳh

gar kabhū tujh se zamīñ ham ne bhī napvā.ī charḳh

ye nigal jaegi ek din teri chauDai charKH

gar kabhu tujh se zamin hum ne bhi napwai charKH

  • Share this

BOOKS 7

 

Audios 6

go siyah-baKHt huu.n par yaar lubhaa letaa hai

KHaal-e-mashshaata banaa kaajal kaa chashm-e-yaar par

merii turbat par cha.Dhaane Dhuu.nDtaa hai kis ke phuul

Recitation

RELATED Poets

More Poets From "Delhi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now