Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Qamar Badayuni's Photo'

Qamar Badayuni

1876 - 1941 | Badayun, India

Qamar Badayuni

Sher-o-Shayari 3

eid din hai gale aaj to mil le zālim

rasm-e-duniyā bhī hai mauqa.a bhī hai dastūr bhī hai

eid ka din hai gale aaj to mil le zalim

rasm-e-duniya bhi hai mauqa bhi hai dastur bhi hai

  • Share this

nāma-bar batā ne to dekhe hoñge

kaise hote haiñ vo ḳhat jin ke javāb aate haiñ

o messenger do tell me you surely have espied

what sort of messages are those that get replied

nama-bar tu hi bata tu ne to dekhe honge

kaise hote hain wo KHat jin ke jawab aate hain

o messenger do tell me you surely have espied

what sort of messages are those that get replied

kahūñ kuchh un se magar ye ḳhayāl hotā hai

shikāyatoñ natīja malāl hotā hai

kahun kuchh un se magar ye KHayal hota hai

shikayaton ka natija malal hota hai

  • Share this
 

BOOKS 3

 

More Poets From "Badayun"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now