Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Mustafa Zaidi's Photo'

Mustafa Zaidi

1929 - 1970 | Karachi, Pakistan

Also known as Tegh Allahabadi, was a C.S.P officer in Pakistan, assassinated in mysterious circumstances.

Also known as Tegh Allahabadi, was a C.S.P officer in Pakistan, assassinated in mysterious circumstances.

Mustafa Zaidi

Ghazal 33

Nazm 43

Sher-o-Shayari 26

inhīñ pattharoñ pe chal kar agar aa sako to aao

mire ghar ke rāste meñ koī kahkashāñ nahīñ hai

inhin pattharon pe chal kar agar aa sako to aao

mere ghar ke raste mein koi kahkashan nahin hai

mirī ruuh haqīqat mire āñsuoñ se pūchho

mirā majlisī tabassum mirā tarjumāñ nahīñ hai

meri ruh ki haqiqat mere aansuon se puchho

mera majlisi tabassum mera tarjuman nahin hai

āñdhī chalī to naqsh-e-kaf-e-pā nahīñ milā

dil jis se mil gayā vo dobārā nahīñ milā

aandhi chali to naqsh-e-kaf-e-pa nahin mila

dil jis se mil gaya wo dobara nahin mila

mat pūchh ki ham zabt kis raah se guzre

ye dekh ki tujh par koī ilzām na aayā

mat puchh ki hum zabt ki kis rah se guzre

ye dekh ki tujh par koi ilzam na aaya

dil ke rishte ajiib rishte haiñ

saañs lene se TuuT jaate haiñ

dil ke rishte ajib rishte hain

sans lene se TuT jate hain

  • Share this

Qita 11

Article 1

 

BOOKS 15

Videos 15

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Mustafa Zaidi

Mustafa Zaidi

musaafir

mire vatan tirii KHidmat me.n le kar aayaa huu.n Mustafa Zaidi

pahlaa patthar

sabaa hamaare rafiiqo.n se jaa ke ye kahnaa Mustafa Zaidi

fankaar KHud na thii mire fan kii shariik thii

Mustafa Zaidi

mirii patthar aa.nkhe.n

ab ke miTTii kii ibaarat me.n likhii jaa.egii Mustafa Zaidi

musaafir

mire vatan tirii KHidmat me.n le kar aayaa huu.n Mustafa Zaidi

pahlaa patthar

sabaa hamaare rafiiqo.n se jaa ke ye kahnaa Mustafa Zaidi

Audios 4

kisii aur Gam me.n itnii KHalish-e-nihaa.n nahii.n hai

aaKHirii baar milo

kahaanii

Recitation

More Poets From "Karachi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now