Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Arzoo Lakhnavi's Photo'

Arzoo Lakhnavi

1873 - 1951 | Karachi, Pakistan

One of the leading pre-modern poets at lucknow, contemporary of Jigar Moradabadi.

One of the leading pre-modern poets at lucknow, contemporary of Jigar Moradabadi.

Arzoo Lakhnavi

Ghazal 64

Nazm 1

 

Sher-o-Shayari 92

pūchhā jo un se chāñd nikaltā hai kis tarah

zulfoñ ko ruḳh pe Daal ke jhaTkā diyā ki yuuñ

puchha jo un se chand nikalta hai kis tarah

zulfon ko ruKH pe Dal ke jhaTka diya ki yun

  • Share this

kis ne bhīge hue bāloñ se ye jhaTkā paanī

jhuum ke aa.ī ghaTā TuuT ke barsā paanī

kis ne bhige hue baalon se ye jhaTka pani

jhum ke aai ghaTa TuT ke barsa pani

nigāheñ is qadar qātil ki uff uff

adā.eñ is qadar pyārī ki tauba

nigahen is qadar qatil ki uff uff

adaen is qadar pyari ki tauba

  • Share this

vafā tum se kareñge dukh saheñge naaz uThā.eñge

jise aatā hai dil denā use har kaam aatā hai

wafa tum se karenge dukh sahenge naz uThaenge

jise aata hai dil dena use har kaam aata hai

  • Share this

burī sarisht na badlī jagah badalne se

chaman meñ aa ke bhī kāñTā gulāb ho na sakā

buri sarisht na badli jagah badalne se

chaman mein aa ke bhi kanTa gulab ho na saka

  • Share this

Rubai 5

 

Naat 1

 

BOOKS 45

Image Shayari 4

 

Videos 10

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Other

Iqbal Bano

Iqbal Bano

Mehdi Hasan

Maqsood Ali Khan

avval-e-shab vo bazm kii raunaq sham.a bhii thii parvaana bhii

Tahira Syed

Idhar aana bhi hai mushkil

Kundan Lal Saigal

Jo baat tere moonh ki hai moti ki larre hai

Kundan Lal Saigal

avval-e-shab vo bazm kii raunaq sham.a bhii thii parvaana bhii

Tahira Syed

ma.asuum nazar kaa bholaa-pan lalchaa ke lubhaanaa kyaa jaane

Begum Akhtar

ras un aa.nkho.n kaa hai kahne ko zaraa saa paanii

Pankaj Udhas

Audios 9

dil me.n yaad-e-but-e-be-piir liye baiThaa huu.n

duur the hosh-o-havaas apne se bhii begaana thaa

ham aaj khaa.e.nge ik tiir imtihaa.n ke liye

Recitation

More Poets From "Karachi"

Recitation

Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar

Register for free
Speak Now