Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Ahmad Mushtaq's Photo'

Ahmad Mushtaq

1933 | USA

One of the leading and reputed Pakistani poets known for his neo-classical tone, equally well-known in India, lives in Houston USA.

One of the leading and reputed Pakistani poets known for his neo-classical tone, equally well-known in India, lives in Houston USA.

Ahmad Mushtaq

Ghazal 80

Sher-o-Shayari 72

patā ab tak nahīñ badlā hamārā

vahī ghar hai vahī qissa hamārā

pata ab tak nahin badla hamara

wahi ghar hai wahi qissa hamara

tanhā.ī meñ karnī to hai ik baat kisī se

lekin vo kisī vaqt akelā nahīñ hotā

tanhai mein karni to hai ek baat kisi se

lekin wo kisi waqt akela nahin hota

ek lamhe meñ bikhar jaatā hai tānā-bānā

aur phir umr guzar jaatī hai yakjā.ī meñ

ek lamhe mein bikhar jata hai tana-bana

aur phir umr guzar jati hai yakjai mein

agar paas nahīñ hai kahīñ maujūd to hai

tere hone se baḌe kaam hamāre nikle

tu agar pas nahin hai kahin maujud to hai

tere hone se baDe kaam hamare nikle

ahl-e-havas to ḳhair havas meñ hue zalīl

vo bhī hue ḳharāb, mohabbat jinhoñ ne

ahl-e-hawas to KHair hawas mein hue zalil

wo bhi hue KHarab, mohabbat jinhon ne ki

Article 1

 

BOOKS 13

Image Shayari 26

Videos 3

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Other
chaand is ghar ke dareechon ke barabar aaya

Ahmad Mushtaq

chaand is ghar ke dareechon ke barabar aaya

Asad Amanat Ali

Mil Hi Jayega Kaheen Dil Ko.. Ahmed Mushtaq ghazal by Bharathi Vishwanathan

Bharathi Vishwanathan

Urdu Poetry "Mil hi jaega Kahin" (Arsalan Hussain) by Hunck.avi

Unknown

Audios 38

ab manzil-e-sadaa se safar kar rahe hai.n ham

ab vo galiyaa.n vo makaa.n yaad nahii.n

AHMAD MUSHTAQ - ISHQ MEIN KON BATA SAKTA HAI

Recitation

RELATED Poets

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now