dekho bāhar aag lagī hai
darvāze par na.ī rutoñ kī ḳhushbū rotī hai
aur andar biite mausam vīrānī par hañste haiñ
phir bhī be-manzar āñkheñ ummīd kā jhūlā jhūltī haiñ
phir bhī dil sannāTe ko āvāz banā.e jaatā hai
kise bulātā hai
dekho bahar aag lagi hai
darwaze par nai ruton ki KHushbu roti hai
aur andar bite mausam virani par hanste hain
phir bhi be-manzar aankhen ummid ka jhula jhulti hain
phir bhi dil sannaTe ko aawaz banae jata hai
kise bulata hai
- Book : جنہیں راستے میں خبر ہوئی (Pg. 330)
- Author : سلیم کوثر
- Publication : فضلی بکس ٹیمپل روڈ،اردو بازار، کراچی
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.