Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

december

Nadeem Gullani

december

Nadeem Gullani

MORE BYNadeem Gullani

    abhī phir se phūTegī yādoñ koñpal

    abhī rag se jaañ hai nikalne mausam

    abhī ḳhushbū terī mire man meñ hamdam

    sub.h shaam taaza tavānā rahegī

    abhī sard jhoñkoñ lahreñ chalī haiñ

    ki ye hai ka.ī ġham panapne mausam

    sisakne sulagne taḌapne mausam

    december december december december

    abhi phir se phuTegi yaadon ki konpal

    abhi rag se jaan hai nikalne ka mausam

    abhi KHushbu teri mere man mein hamdam

    subh sham taza tawana rahegi

    abhi sard jhonkon ki lahren chali hain

    ki ye hai kai gham panapne ka mausam

    sisakne sulagne taDapne ka mausam

    december december december december

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar

    Register for free
    Speak Now