Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

etimad

Akhtarul Iman

etimad

Akhtarul Iman

MORE BYAkhtarul Iman

    bolī ḳhud-sar havā ek zarra hai

    yuuñ uḌā dūñgī maiñ, mauj-e-dariyā baḌhī

    bolī mere liye ek tinkā hai

    yuuñ bahā dūñgī maiñ, ātish-e-tuñd

    ik lapaT ne kahā maiñ jalā Dālūñgī

    aur zamīñ ne kahā maiñ nigal jā.ūñgī

    maiñ ne chehre se apne ulaT naqāb

    aur hañs kar kahā, maiñ sulaimān huuñ

    ibn-e-ādam huuñ maiñ yaanī insān huuñ

    boli KHud-sar hawa ek zarra hai tu

    yun uDa dungi main, mauj-e-dariya baDhi

    boli mere liye ek tinka hai tu

    yun baha dungi main, aatish-e-tund ki

    ek lapaT ne kaha main jala Dalungi

    aur zamin ne kaha main nigal jaungi

    main ne chehre se apne ulaT di naqab

    aur hans kar kaha, main sulaiman hun

    ibn-e-adam hun main yani insan hun

    RECITATIONS

    Akhtarul Iman

    Akhtarul Iman,

    Akhtarul Iman

    etimad Akhtarul Iman

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar

    Register for free
    Speak Now