id-e-ramzan
nūr-o-nik.hat kā jaise ho sail-e-ravāñ
jaise iḳhlās-o-ulfat kā ik kārvāñ
dars-e-insāniyat jis se miltā hai 'shauq'
īd-e-ramzāñ hai amn-o-amāñ kā nishāñ
lab-e-shīrīñ pe masarrat ke tarāne aa.e
eid aa.ī tire milne ke zamāne aa.e
dost to dost haiñ dushman bhī gale milne lage
vaah kyā ḳhuub anokhe ye bahāne aa.e
nur-o-nikhat ka jaise ho sail-e-rawan
jaise iKHlas-o-ulfat ka ek karwan
dars-e-insaniyat jis se milta hai 'shauq'
id-e-ramzan hai amn-o-aman ka nishan
lab-e-shirin pe masarrat ke tarane aae
eid aai tere milne ke zamane aae
dost to dost hain dushman bhi gale milne lage
wah kya KHub anokhe ye bahane aae
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.