Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

shikwa-e-iztirab kaun kare

Shakeel Badayuni

shikwa-e-iztirab kaun kare

Shakeel Badayuni

MORE BYShakeel Badayuni

    shikva-e-iztirāb kaun kare

    apnī duniyā ḳharāb kaun kare

    gin to lete haiñ uñgliyoñ pe gunāh

    rahmatoñ hisāb kaun kare

    ishq talḳh-kāmiyoñ ke nisār

    zindagī kāmyāb kaun kare

    ham se mai-kash jo tauba kar baiTheñ

    phir ye kār-e-savāb kaun kare

    ġharq-e-jām-e-sharāb ho ke 'shakīl'

    shaġhl-e-jām-o-sharāb kaun kare

    shikwa-e-iztirab kaun kare

    apni duniya KHarab kaun kare

    gin to lete hain ungliyon pe gunah

    rahmaton ka hisab kaun kare

    ishq ki talKH-kaamiyon ke nisar

    zindagi kaamyab kaun kare

    hum se mai-kash jo tauba kar baiThen

    phir ye kar-e-sawab kaun kare

    gharq-e-jam-e-sharab ho ke 'shakil'

    shaghl-e-jam-o-sharab kaun kare

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    shikwa-e-iztirab kaun kare Nomaan Shauque

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now