jab jab tumhein bhulaya tum aur yaad aae
Interesting Fact
Film: Jahan Ara (1964)
jab jab tumheñ bhulāyā tum aur yaad aa.e
jaate nahīñ haiñ dil se ab tak tumhāre saa.e
tum se bichhaḌ ke ham ne dil ko bahut sambhālā
gulshan meñ ye na bahlā sahrā meñ bhī satā.e
marne kī aarzū meñ ham jī rahe haiñ aise
jaise ki laash apnī ḳhud hī koī uThā.e
jab jab tumhein bhulaya tum aur yaad aae
jate nahin hain dil se ab tak tumhaare sae
tum se bichhaD ke hum ne dil ko bahut sambhaala
gulshan mein ye na bahla sahra mein bhi satae
marne ki aarzu mein hum ji rahe hain aise
jaise ki lash apni KHud hi koi uThae
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.