manzar de binai de
manzar de bīnā.ī de
kaaf aur nuun dikhā.ī de
sab haiñ chup aur ik ik lafz
dīvāroñ ko sunā.ī de
tū aa.e to mujh ko bhī
iid kā chāñd dikhā.ī de
ḳhālī haath chalūñ maiñ kyuuñ
mujh ko kisī kī aa.ī de
maiñ duktūr 'tasavvur' huuñ
mujhe hurūf aḌhā.ī de
manzar de binai de
kaf aur nun dikhai de
sab hain chup aur ek ek lafz
diwaron ko sunai de
tu aae to mujh ko bhi
id ka chand dikhai de
KHali hath chalun main kyun
mujh ko kisi ki aai de
main duktur 'tasawwur' hun
mujhe huruf aDhai de
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.