yahi achchha hai jo is tarah miTae koi
yahī achchhā hai jo is tarah miTā.e koī
aap bhī phir mujhe DhūñDe to na paa.e koī
kaundtī barq na detī ho jahāñ fursat-e-dīd
taab kyā hai jo vahāñ aañkh uThā.e koī
bandisheñ ishq meñ duniyā se nirālī dekheñ
dil taḌap jaa.e magar lab na hilā.e koī
yahi achchha hai jo is tarah miTae koi
aap bhi phir mujhe DhunDe to na pae koi
kaundti barq na deti ho jahan fursat-e-did
tab kya hai jo wahan aankh uThae koi
bandishen ishq mein duniya se nirali dekhen
dil taDap jae magar lab na hilae koi
- Book : Jadeed Shora-e-Urdu (Pg. 778)
- Author : Dr. Abdul Wahid
- Publication : Feroz sons Printers Publishers and Stationers
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.