tumhaara kya hai tumhein sirf gyan dena hai
tumhārā kyā hai tumheñ sirf gyaan denā hai
hamārī socho hameñ imtihān denā hai
unhoñ ne apne mutābiq sazā sunā dī hai
hameñ sazā ke mutābiq bayān denā hai
ye be-zabānoñ kī mahfil hai dost yaad rahe
yahāñ ḳhamoshī kā matlab zabān denā hai
tumhaara kya hai tumhein sirf gyan dena hai
hamari socho hamein imtihan dena hai
unhon ne apne mutabiq saza suna di hai
hamein saza ke mutabiq bayan dena hai
ye be-zabanon ki mahfil hai dost yaad rahe
yahan KHamoshi ka matlab zaban dena hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.