tanhai
vo āñkhoñ par paTTī bāñdhe phirtī hai
dīvāroñ kā chūnā chāTtī rahtī hai
ḳhāmoshī ke sahrāoñ meñ us ke ghar
mare hue sūraj haiñ us kī chhātī par
us ke badan ko chhū kar lamhe saal bane
saal ka.ī sadiyoñ meñ puure hote haiñ
vo āñkhoñ par paTTī bāñdhe phirtī hai
wo aankhon par paTTi bandhe phirti hai
diwaron ka chuna chaTti rahti hai
KHamoshi ke sahraon mein us ke ghar
mare hue suraj hain us ki chhati par
us ke badan ko chhu kar lamhe sal bane
sal kai sadiyon mein pure hote hain
wo aankhon par paTTi bandhe phirti hai
- Book : Hashr ki subh darakhshaz ho (Pg. 71)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.