rakhte hain apne KHwabon ko ab tak aziz hum
rakhte haiñ apne ḳhvāboñ ko ab tak aziiz ham
hālāñki is meñ ho ga.e dil ke marīz ham
us ke bayān se hue har-dil-azīz ham
ġham ko samajh rahe the chhupāne kī chiiz ham
ye kā.enāt to kise miltī hai chhoḌiye
apnī hī zaat se na hue mustafīz ham
chāragarī kī baat kisī aur se karo
ab ho ga.e haiñ yaaro purāne marīz ham
rakhte hain apne KHwabon ko ab tak aziz hum
haalanki is mein ho gae dil ke mariz hum
us ke bayan se hue har-dil-aziz hum
gham ko samajh rahe the chhupane ki chiz hum
ye kaenat to kise milti hai chhoDiye
apni hi zat se na hue mustafiz hum
chaaragari ki baat kisi aur se karo
ab ho gae hain yaro purane mariz hum
- Book : lafz magazine (Pg. february-2013 )
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.